Naakh wala
Page 1 of 1 • Share •
Naakh wala
Husband : Ooo begam oo begam suno suno zara thori der baad mere office kay manager arahe hai unsay tameez se paish aana takay woh meri tankhuwa barhadein
Wife : Haye Allah ! main to tameez daar hoon
Husband : Accha ! magar unki naakh barhi ajeeb si hai unki naakh ka mazaak mat urahna woh naraaz hojayeingay
Wife : Accha theek hai
Husband : aur bacho ko bhi batadena kay unki naakh ka mazzaak nahi urhana woh bohot naraaz hojatay hai
Wife : hmm... accha
Wife: Bachoo !!! Papa kay office kay manager arahe hai unki naakh ka mazzaak nahi urahna
Bachay : theek hai ammi jaan
Husband : unkay liye accha sa khana banadena
Wife : ok
Jab manager ghar aatay hai to unko khana khilatay hai woh log , bacchay bilkul chup behtay rehta hai manager khana khanay kay baad kehtay hai aaha bohot mazay ka khana tha ab chaye hojaye bhai ! Husband theek hai manager begam zara chaye bana na begam jese hi chaye bana kar laati hai to chaye main cheeni daalna bhool jati hai usko itni khushi hoti hai kay mere husband ki tankhua barh jaye gi aysay hi aysay woh unsay ghalti se kehdeti hai aap ki naak main kitnay chamchay cheeni daaloon

zorro- Forum Member

- Number of posts: 89
Registration date: 2008-03-14

sweety- Admin

- Number of posts: 239
Age: 59
Location: Dunya se bahir :p loolzz :p
Registration date: 2008-07-07
Re: Naakh wala
LO0OOo0O0o0o0LZZzzZZzzZZzzZZ
HEHEHEHEHEHEHEHEHEHE
HEHEHEHEHEHEHEHEHEHE

sweety- Admin

- Number of posts: 239
Age: 59
Location: Dunya se bahir :p loolzz :p
Registration date: 2008-07-07
Permissions of this forum:
You can reply to topics in this forum